Get all 35 kamijee releases available on Bandcamp and save 35%.
Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality downloads of Aakhein by kamijee feat. Natasha, Jeena | Ali Imran | Produced by kamijee 2018, Jhoolay Laal I Ashar & Sufyan | kamijee 2018, Assad Waince | KaliDenali | kamijee 2016, O Meri Jaan - Our version 2016, Saathiya | Ashar & Sufyan | kamijee 2015, Yeh Kia Hua | Ali Imran | kamijee 2015, Na Kaho cover | kamijee feat. Natasha 2015, and 27 more.
1. |
Sawaal
06:01
|
|||
aik sawaal sa uth ta raha
kia kabhi tu ho saka mera
lagta hai yeh pyaar mera
yeh pyaar nahin saacha mera
mun main jaagay yeh armaan
ratain katna na asaan
jeeta raha is aas per
takta raha teri raah per
tujhe ko chaha hai
bas yeh gunaah hai
gar jo tuna aa
per na deh mujhko yeh saza
kia kabhi tu ho saka mera
--guitar solo--
dil ko haar hona
bas kisi ko chahona
jo tu chahay
milta nahin kisi ko yahan
aas hai, pyaas hai
bharakti see aik aag hai
jalta raha aik shola sa
aa keh bujha oo sajna
aik sawaal sa uthta raha
|
||||
2. |
Aag Ki Tarhan
05:46
|
|||
Naa koyee humsafar hai
Naa koyee raazdaa'n hai
Jalta hai maira dil bus aag kee tarha
Mujh ko jiss kee talash hai
Jaanay uss ko kiss kee aas hai
Jalta hai maira dil bus aag kee tarha
Zindagee kay hazaar pehloo hain
zindagee hai kay aik afsaana
Naa suna saka kisi ko haalay zaar apna
Naa suna saka kisi ko haalay zaar apna
Taira raaz khul naa jaayay mairay ghum kee daastaan say
Mujh ko jiss kee talash hai
Jaanay uss ko kiss kee aas hai
Jalta hai maira dil bus aag kee tarha
Naa koyee humsafar hai
Naa koyee raazdaa'n hai
Jalta hai maira dil bus aag kee tarha
Udaas aankhon main uss ka chehra hai
Dil main bhee uss kee yaad baakee hai
Zara dil pay haath rakh kar mairay humnasheen bata day
Zara dil pay haath rakh kar mairay humnasheen bata day
Tujhay kya dya jahan nay
Mujhay kya mila jahan say
Mujh ko jiss kee talash hai
Jaanay uss ko kiss kee aas hai
Jalta hai maira dil bus aag kee tarha
Naa koyee humsafar hai
Naa koyee raazdaa'n hai
Jalta hai maira dil bus aag kee tarha
Mujh ko jiss kee talash hai
Jaanay uss ko kiss kee aas hai
Jalta hai maira dil bus aag kee tarha
Naa koyee humsafar hai
Naa koyee raazdaa'n hai
Jalta hai maira dil bus aag kee tarha...
|
||||
3. |
Jalan
05:21
|
|||
phir woh jalan
phir wohi aas
kab tak rahay gee mun kee yeh pyaas
yeh dharkanein kab tak chalein
jab tak chalay gee munn kee yeh pyaas
lay kay pyar aankhon mein
tum aik baar aao naa
kaisay katay gaa jeevan iss aas par
Ya to mairee yaadon main aao na
Ya phir mairee baahon main aao naa
aa rahee hai tairee yaad
dil maira phir bayqaraar
daikhein nigaahein rasta taira
katay naa raatein dil lagay naa
han milo gee yeh aitbaar hai
naa milo gee to izteraab hai
rehta hoon main kyun iss aas main
Ya to mairee yaadon main aao naa
Ya phir mairee baahon main aao naa
Ya to mairee yaadon main aao naa
Ya phir mairee baahon main aao na
Ya to mairee yaadon main aao na
Ya phir mairee baahon main aao naa
|
||||
4. |
Aik Din
04:35
|
|||
Faasla to hai magar koyee faasla nahi
Nazron say to tum door ho par dil main tum sada rahee
Har pal
Har dum tujh ko
Yunhee daikha karoon
Saaree Umar Taira saaath ho agar
Labon say jo na keh sakee who keh gayeen aankhein
Na chalee jao tum mujhay chor kay yaad aayein gee baatein tairee
Who kal
Kabhee to aayay gaa
Tairay haath main maira haath ho
Chalain door hum kaheen
Woh sahar aik din aayay gee
Aur too mairee ho jaayay gee
Who sahar aik din aayay gee
Aur too mairee ho jaayay gee
Tum sochna hargiz nahi ho jaayein gay judaa kabhee
Tiara saath jo mairay saath ho hon gay aik din hum kareeb
Woh sahar aik din aayay gee
Aur too mairee ho jaayay gee
Who sahar aik din aayay gee
Aur too mairee ho jaayay gee
Woh sahar aik din aayay gee
Aur too mairee ho jaayay gee
Who sahar aik din aayay gee
Aur too mairee ho jaayay gee
|
||||
5. |
Dil Ki Dunya
04:20
|
|||
Zindagee khushyun kee inn lehron main behti jaayay kabhee
Aankhon main aansoo bhee to raaton main aa hee jaatay hain kabhee
Jeevan janam lay baar baar
Jeet kabhee hai kabhee haar
Roshnee jo hai barhee sochon main dunya badal day kaheen
Baton main rehti bhee hai yaadon kee jaltee uljhan kaheen
Jeevan janam lay baar baar
Jeet kabhee hai kabhee haar
Yeh hai dil kee dunya
Yahan par hai halchal
Yahan par hai har dharkan hausla
Yeh hai dil kee dunya
Yahan koyee ho pal
Yahan hee hai hota faisla
Ankahee hoti bhee hai chehron say dil ko pehchaan koyee
Saansoo main jaltee bhee hai nazron kee karwee baat koyee
Jeevan janam lay baar baar
Jeet kabhee hai kabhee haar
Yeh hai dil kee dunya
Yahan par hai halchal
Yahan par hai har dharkan hausla
Yeh hai dil kee dunya
Yahan koyee ho pal
Yahan hee hai hota faisla
|
||||
6. |
Hoor
05:47
|
|||
7. |
Na Kaho
05:15
|
|||
Bheegee see aik raat yeh lay aayee kyaa saath yeh
Dharkanein kya hamain kehnay lagee hain
Khamoshee kay darmyan kya chaahee thee baat yeh
Dharkanein kya hamain yeh kehnay lagee hain
Na kaho na suno
Khamoshee guftugoo honay lagee hai
Taabeerain lay aaoon main tum sapnay day do mujhay
Aisa kya hai itnay kyun achay lagtay ho mujhay
Tum hee jeevan kee aarzoo
Tum hee jeevan kee aarzoo
Na kaho na suno
Khamoshee guftugoo honay lagee hai
Zindagee khuwab main khonay lagee hai
Har aahat pay dharkay dil karwat karwat raat dhalay
Chaaron aor chehra tiara yun sapnon kay deep jalay
Sapnay hain apnay pyar kay
Sapnay hain apnay pyar kay
Na kaho na suno
Khamoshee guftugoo honay lagee hai
Bheegee see aik raat yeh lay aayee kyaa saath yeh
Dharkanein kya hamain kehnay lagee hain
Khamoshee kay darmyan kya chaahee thee baat yeh
Dharkanein kya hamain yeh kehnay lagee hain
|
||||
8. |
Aankhein
04:24
|
|||
Jab say aayee ho jeevan main
Har pal ik khuwab lagta hai
Yeh aasmaan choo loon gaa mein
Jaanay kyun aisa lagta hai
Yeh haseen aankhein tairee
Yeh jhukee jhukee see palkein yeh saadgee
Jab say dilmain samaayee ho
Har soo tumheen dikhaayee do
Yeh taaray tor laaoon main
Jaanay kyun aisa lagta hai
Yeh samaa phir ho kahan
Yeh fiza yeh din aur pal yeh daastaan
Mairee aankhon main daikho main tumhara ho gaya
Mairay jeevan ka har pal bus tumahra ho gaya
Yeh ibtida hai lekin mujh ko hai yeh yakeen
Koyee rok naa paayay gaa urr jaayaein hum kaheen
|
||||
9. |
Dil Ki Baaton Ko
05:05
|
|||
Dil kee baaton ko koyee naa jaanay
Aik mohabbat kay so afsaanay
Kabhe maan jaayay kabhee rooth jaayay kar kay bahaanay
Aaaghaz kya anjaam kya koyee naa jaaanay
Who dikhlaateen hain sapnay suhaanay
Baatein aur waaday saaray puraanay
Hum jaantay pehchaantay phir bhee deewaanay
Kya maangay who chaahay who kya hum sab anjaanay
Unn kay dil ko paa kar samjhay jeet gayay par haaray
Dil kay baad ka chakar yaaron jeenay naa day maaray
Day do zameen aur aasman say laa do naa taaray
Unn kay dil ko paa kar samjhay jeet gayay par haaray
Kabhe maan jaayay kabhee rooth jaayay kar kay bahaanay
Aaaghaz kya anjaam kya koyee naa jaaanay
Sochoon main yeh baar baar kay tor doon zanjeerain
Dil kehta hai aur kuch par akal kahay kuch cheezain
Phir yeh ada phir who ada phir dil tujh par fidaa
Sochoon main yeh baar baar kay tor doon zanjeerain
Dil kee baaton ko koyee naa jaanay
Aik mohabbat kay so afsaanay
Kabhe maan jaayay kabhee rooth jaayay kar kay bahaanay
Aaaghaz kya anjaam kya koyee naa jaaanay
|
||||
10. |
Ajnabi
05:21
|
|||
Kabhi kabhi mujhe najaney kyun
lagte ho tum ajnabeee
ajab sa hai
mere tumhare beech
kabhi kuch haiii...kabhi nahiin..
kabhi itne kareeb ke jall jayeiin
to kabhi itne hoo duur
kee aankheiin taras jayeiin..
Kabhi kabhi mujhe najaney kyun
lagte ho tum ajnabeee
mein samandar mein hooonn
kinaraaa dooo
saath chalna haii too
koiii too isharaa doo..
Kabhi kabhi mujhe najaney kyun
lagte ho tum ajnabeee
Kabhi kabhi mujhe najaney kyun
lagte ho tum ajnabeee
ajab sa hai
mere tumhare beech
kabhi kuch haiii...kabhi nahiin..
kabhi kuch haiii...kabhi nahiin..
ajab sa hai mere tumhare beech
|
||||
11. |
Jeeyay
04:22
|
|||
zamaanay kee sarhadon main to
azaadee aik sahaaraa hai
dil main to sarhadein nahi
lekin yeh ghar hamaara hai
zinda hain jazbay to
phir aisa lagay ... aisa lagay
jaisay watan ban kay lahoo
yeh nuss nuss chalay ..nuss nuss chalay
Jyay yeh pehchaa hamaaree
hai apnee zameen yeh
Jyayayy yeh shaan hamaaree
muhabbat hai iss kay lyay
nafraton kee dhoop main
hamain amun kee pyaas hai
khuwab hain kuch adhooray bhee
aaao inhein taabeer dain
paa lain gay lamhay woh
jo mil na sakay mil na sakay
kehta hai mun kay chaaar soo
yeh dua rahay dua rahay
Jyay yeh pehchaa hamaaree
hai apnee zameen yeh
Jyayayy yeh shaan hamaaree
muhabbat hai iss kay lyay
Jyay yeh pehchaa hamaaree
hai apnee zameen yeh
Jyayayy...ayyyy yeh shaan hamaaree
muhabbat hai iss kay lyay
|
||||
12. |
Tu Hai Kahan
04:43
|
|||
13. |
Zarb
05:23
|
|||
ahat
larzisheen
tumhieen patta hay yee hein keya
ansoo
rajeshieen
tumhieen ess say magar keya
keya keh deya mein nee tumhieen
bohat bura lagta hay keya
jetay hoo tum apnay leyie haroo gay tum keya
zindigi behata lahoo
tumhieen patta hay yee hay keya
tum nee rokna hay keya
ab raho gay tum insaan keya
haroo gay tum wahan
zindigi behata lahoo
yee hay keya
ab raho gay tum insaan keya
|
kamijee Dallas, Texas
Kamijee is a name that brings all the senses into work when one listens to his music. His music is as diverse as his audience, which is for a macrocosm. When all these skill sets are combined, what is produced is an organic global sound, which is the sound from the heart, for the hearts! ... more
Streaming and Download help
kamijee recommends:
If you like kamijee, you may also like: